London Dekha, Paris Dekha London Dekha, Paris Dekha Aur Dekha Japan Michael Dekha Elvis Dekha Sab Dekha Meri Jaan Sare Jag Mein Kahin nahin Hai Dosra Hindustan Dosra Hindustan, Dosra Hindustan
Ye Duniya Ek Dulhan, Ye Duniya Ek Dulhan, Dulhan Ke Maathe Ki Bindiya Yeh Mera India, Yeh Mera India I Love My India, I Love My India
Ye Duniya Ek Dulhan, Ye Duniya Ek Dulhan, Dulhan Ke Maathe Ki Bindiya Yeh Mera India, Yeh Mera India I Love My India, I Love My India
Jab Cheda Balhar Kisi ne, Jhoomke Sawan Aaya Aag Lagi Di Pani Mein Jab, Deepak Raag Sunaya Saat Suron Ka Sangam Ye Jeewan Geton Ki Mala Hum Apne Bhagwan Ko Bhi Kehte Hain Bansuriwala Bansuriwala, Bansuriwala Yeh Mera India, I Love My India Yeh Mera India, I Love My India
Pihu Pihu Bole Papiha, Koyal Kuhu Kuhu Gaye Hanste Rote hum ne Jeevan Ke Sab Geet Banaye Ye Saari Duniya Apne Apne Geeton Ko Gaaye Geet Vo Gaao Jisse Is Mitti Ki Khushboo Aaye Mitti Ki Khushboo Aaye, I Love India, I Love My India I Love My India, I Love My India Vatan mera india, sajan mera india
Ye Duniya, Ye Duniya, Ek Dulhan, Ek Dulhan Ye Duniya Ek Dulhan, Dulhan Ke Maathe Ki Bindiya Yeh Mera India, I Love My India Yeh Mera India, I Love My India Vatan mera india, sajan mera india Karam mera india, dharam india
Ho my india, Ho my india, Ho my india, Ho my india, Jaan my india
Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Sabse nyara Gulistan Hamara Hai
Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Sabse nyara Gulistan Hamara Hai
Sadiyon Se Bharat Bhumi Duniya Ki Shan Hai Bharat Maa Ki Raksha Mein Jeevan Qurban Hai Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Sabse nyara Gulistan Hamara Hai
Ujade nahin Apana Chaman, Tute nahi Apna Watan Gumraah na Karde Koi, Barbaad na Kara de Koi Mandir Yaha, Masjid Yaha, Hindu Yaha Muslim Yaha Milate Rahe Hum Pyaar Se Jaago
Hindustani naam Hamara Hai, Sabase Pyara Desh Hamara Hai Hindustani naam Hamara Hai, Sabase Pyara Desh Hamara Hai Janam bhumi Hai Hamari Shan Se Kahenge Hum Sabh To Bhai Bhai Pyar Se Rahenge Hum Hindustani naam Hamara Hai, Sabase Pyara Desh Hamara Hai
Assam Se Gujaraat Tak, Bengal Se Maharashtra Tak Jaati Kai Dhun ek Hai Bhasha Kai Sure ek Hai Kashmir Se Madras Tak, Kehdo Sabhi Hum Ek Hain Aawaaz Do Ham Ek Hain Jagoo
Ambar hethhaan, dharti vasdi, ethe har rut hasdi, hoтАж. Kinna sona, des hai mera, des hai mera, des hai mera, Kinna sona, des hai mera, des hai mera, des hai mera
Ddharti sunhari ambar neela ho.. dharti sunhari ambar neela har mausam rangela aisa des hai mera ho.. aisa des hai mera aisa des hai mera haan.. aisa des hai mera
bole papiha koyal gaye.. bole papiha koyal gaye saawan ghir aaye aisa des hai mera ho.. aisa des hai mera aisa des hai mera haan.. aisa des hai mera
kothe te kaa bole oye chitthi mere mahiye di vich aane da vi na bole oye chitthi mere mahiye di
gehun ke kheton mein kanghi jo kare havayehin rang-birangi kitni chunariya ud-ud jaaye panghat par panharan jab gagri bharne aye madhur-madhur tanon mein kahin bansi koi bajaaye, lo sun lo kadam-kadam pe hai mil jaani.. qadam qadam pe hai mil jaani koi prem kahani
aisa des hai mera ho.. aisa des hai mera aisa des hai mera haan.. aisa des hai mera
o meri jugni de dhage pakke jugni oss de munh to fabbe jinu sat ishq di laggey oye sain mereya o jugni veer mereya o jugni kehndi hai o naam sain da leindi hai o dil kad litaa ee jind meriye
baap ke kandhe chadh ke jahan bachche dekhe mele melon mein natkey tamashey kulfi ke chaat ke theley kahin milti meethi goli kahin churan ki hai pudiya bhole bhole bachche hain jaise gudde aur gudiya aur inko roz sunaayeh daadi nani ho.. roz sunaayeh dadi nani ek pariyon ki kahani
aisa des hai mera ho.. aisa des hai mera aisa des hai mera haan.. aisa des hai mera
sadke sadke jandi ae mutiyare ni kanda chubha tere pair baanki naare ni oye ni adiye kandaa chubha phir pair baanki naare ni kaun kade tera kandra mutiyare ni kaun sahe teri peed bankiye naare ni oye ni adiye kaun sahe teri peed bankiye naare ni
ho.. mere des mein mehmaano ko bhagwan kaha jata hai wo yahin ka ho jata hai jo kahin se bhi ata hai
aa.. tere des ko maine dekha aa.. tere des ko maine jana tere des ko maine jana jaane kyun ye lagta hai mujhko jaana pahchana yaha bhi wahi sham hai wahi savera ho.. wahi sham hai wahi savera aisa hi des hai mera jaisa des hai tera waisa des hai tera haan.. jaisa des hai tera
aisa des hai mera ho.. jaisa des hai tera aisa des hai mera ha.. jaisa des hai tera aisa des hai mera ha.. waisa des hai tera
Yahan vahan sara jahan dekh liya kahi bhi tere jaisa koi nahi Main 80 nahin, 100 din duniya ghuma hai nahi kahi tere jaisa koi nahi Main gaya jaha bhi, bas teri yaad thi Jo mere sath thi mujhko tadpati rulati Sab se pyari teri surat Pyar hai bas tera, pyar hi Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam Amma tujhe salaam
Janam janam tera hoon deewana main Jhoomu nachu gaanu tere pyar ka tarana main chanda nahi suraj nahi duniya ki daulat nahi Bas lootunga tere pyaar ka khazana Ek nazar jab teri hoti hai pyaar ki Duniya tab to meri chamke damke maheke re Tera chehra suraj jaisa chand si thand hai pyar mein
Tere paas hi main aa raha hu Apni baahein khol de Zor se mujhko gale laga le Mujhko phir voh pyar de
MaaтАж. oooo
Tu hi zindagi hai, tu hi meri mohabbat hai Tere hi pairon mein jannat hai Tu hi dil, tu jaan, amma Maa tujhe salam, maa tujhe salam Amma tujhe salam, maa tujhe salam
Mera Mulk Mera Desh Mera Ye Watan Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman
Mera Mulk Mera Desh Mera Ye Watan Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman
Is Ke Waste nisaar Hai Mera Tann Mera Man
Aye Watan, Aye Watan, Aye Watan Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Aye Watan, Aye Watan, Aye Watan Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Mera Mulk Mera Desh Mera Ye Watan Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman
Iski Mitti Se Bane Tere Mere Ye Badan Iski Dharti Tere Mere Waaste Gagan Isne Hi Sikhaya Humko Jeene Ka Chalan Jeene Ka ChalanтАж Is Ke Waaste nisaar Hai Mera Tan Mera Man Aye Watan, Aye Watan, Aye Watan Jaaneman, Jaaneman, Jaaneman
Mera Mulk Mera Desh Mera Ye Watan Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman
Apne Is Chaman Ko Swarg Hum Banayenge Kona-Kona Apne Desh Ka Sajayenge Jashn Hoga Zindagi Ka Honge Sab Magan Honge Sab MaganтАж
Is Ke Waaste nisaar Hai Mera Tan Mera Man Aye Watan, Aye Watan, Aye Watan Jaaneman, Jaaneman, Jaaneman
Mera Mulk Mera Desh Mera Ye Watan Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman
Mera Mulk Mera Desh Mera Ye Watan Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman
Is Ke Waaste nisaar Hai Mera Tan Mera Man Aye Watan, Aye Watan, Aye Watan Jaaneman, Jaaneman, Jaaneman
Aye Watan, Aye Watan, Aye Watan Jaaneman, Jaaneman, Jaaneman
De di hame azadi bina khadg bina dhal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal De di hame azadi bina khadg bina dhal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
Andhi men bhi jalati rahi gandhi teri mashal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
Dharati pe ladi tune ajab dhng ki ladai Dagi na kahin top na banduk chalai Dushman ke kile par bhi na ki tune chadhai Waah re fakir khub karamaat dikhai Chutaki men dushmanon ko diya deshase nikal Sabarmati ke sant tune kar diya kamaal
De di hame ajaadi bina khadg bina dhal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
Raghupati raghav raja ram
Shatarnj bichhakar yaha baitha tha jmana Lagata tha ke mushkil hai firngi ko harana Takkar thi bade jor ki dushman bhi tha tana Par tu bhi tha baapu bada ustad purana Mara wo kas ke daw ke ulati sabhi ki chaal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
De di hame ajaadi bina khadg bina dhal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
Raghupati raghav raja raam
Jab jab tera bigul baja jawan chal pade Majdur chal pade the aur kisaan chal pade Hindu aur musalman, sikh pathan chal pade Kadamon pe tere koti koti praan chal pade Fulon ki sej chod ke, daude jawahar lal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
De di hame ajaadi bina khadg bina dhal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
Raghupati raghav raja ram
Man mein thi ahinsa ki lagan tan pe lngoti Lakho men ghumata tha lie saty ki sonti Waise to dekhane men thi hasti teri choti Lekin tujhe jhukati thi himalay ki bhi choti Duniya mein tu bejod tha insaan bemisal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
De di hame ajaadi bina khadg bina dhal Sabarmati ke sant tune kar diya kamaal Raghupati raghav raja ram
Jag men koi jiya hai to baapu tu hi jiya Tune watan ki raah pe sab kuchh luta diya Maanga na koi takht na koi taaj bhi liya Amrit diya sabhi ko, magar khud jhar piya Jis din teri chita jali, roya tha mahakal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal
De di hame ajaadi bina khadg bina dhal Sabarmati ke sant tune kar diya kamal Raghupati raghav raja ram, Raghupati raghav raja ram, Raghupati raghav raja ram.
aye mere vatan ke logon, tum khub laga lo nara yeh shubh din hai hum sab kaa, lahara lo tiranga pyara par mat bhulo sima par, viron ne hai pran ganvaye kuch yaad unhe bhi kar lo kuch yaad unhe bhi kar lo jo laut ke ghar na aaye jo laut ke ghar na aaye
aye mere vatan ke logon, jara aankh me bhar lo pani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani
aye mere vatan ke logon, jara aankh me bhar lo pani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani
Tum bhul na jao unko, Isliye sonu ye kahani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani
jab ghayal hua himalay, khatre me padi azadi jab tak thee sans lade woh, phir apni lash bichha di sangin pe dhar kar matha, so gaye amar balidani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani
jab desh me thi diwali, woh khel rahe the holi jab hum baithe the gharo me, jab hum baithe the gharo me woh jhel rahe the goli the dhanya javan woh apne, thi dhanya woh unakei jawani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani
koi sikh koi jat maratha, koi sikh koi jat maratha koi gurakha koi madrasi, koi gurakha koi madrasi sarhad par marne vala, sarhad par marne vala har veer tha bharatwasi jo khoon gira parvat par, woh khoon tha hindustani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani
thi khun se lath path kaya, phir bhi banduk utha ke das das ko ek ne mara, phir gir gaye hosh gawa ke jab ant samay aya to, jab ant samay aya to kah gaye ke ab marte hain khush rahna desh ke pyaro, khush rahna desh ke pyaro ab hum toh safar karte hain, ab hum toh safar karte hain kya log the wo diwane, kya log the wo abhimaani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani
tum bhul na jao unko, iss liye kahi ye kahani jo shahid hue hain unki, jara yaad karo kurbani jay hind, jay hind ki sena jay hind, jay hind ki sena jay hind, jay hind, jay hind
Nanha munna rahi hoon, Desh Ka Sipahi hoon Bolo Mere Sang, Jay hind, Jay hind, Jay hind Jay hind, Jay hind
Nanha munna rahi hoon, Desh Ka Sipahi hoon Bolo Mere Sang, Jay hind, Jay hind, Jay hind Jay hind, Jay hind
Raste Pe Chalunga na Dar-Dar Ke Chahe Mujhe Jeena Pade Mar-Mar Ke Manzil Se Pehle na Lunga kahin Dam Aage Hi Aage Badhaunga Kadam Dahine Baen Dahine Baen, Tham! Nanha munna rahi hoonтАжтАж
Dhoop mein Pasina me Bahauga Jahan Hare-Bhare Khet Lahraenge Vahan Dharti Pe Fake na Paayenge Janam Aage Hi Aage Badhaunga Kadam Dahine Baen Dahine Baaen, Tham! Nanha munna rahi hoonтАжтАж
Naya Hai Zamana Meri nai Hai Dagar Desh Ko Banaunga Mashino Ka nagar Bharat Kisi Se Rahega nahi Kam Aage Hi Aage Badhaunga Kadam Dahine Baen Dahine Baen, Tham! Nanha munna rahi hoonтАжтАж
Bada Ho Ke Desh Ka Sahara Banoongaa Duniya Ki Aankhon Ka Taara Banoongaa Rakhunga Uncha Tiranga paracham Aage Hi Aage Badhaunga Kadam Dahine Baen Dahine Baen, Tham! Nanha munna rahi hoonтАжтАж
Shanti Ki nagari Hai Mera Ye Vatan Sabako Sikhaunga Me Pyaar Ka Chalan Duniya mein Girane na dunga kahin Bam Aage Hi Aage Badhaunga Kadam Dahine Baen Dahine Baen, Tham! Nanha munna rahi hoonтАжтАж
Apni azadi ko hum hargiz mita sakte nahin Sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin
Sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin sar jhuka sakte nahin
Hamane sadiyon men ye azadi ki nemat paai hai Hamne ye nemat paai hai Saikadon kurabaniyan de kar ye daulat pai hai Hamne ye daulat paai hai Muskura Kar kahai hain sinon pe apne goliyan sinon pe apne goliyan Kitane wiranon jo gujare hain to jannat pai hai Khaak men ham apani ijjat ko mila sakte nahin Apni azadi ko hum hargiz mita sakte nahin
Kya chalegi julm ki ehal-e-wafa ke samne ehal-e-wafa ke saamne A nahi sakta koi shola hawa ke samne shola hawa ke saamne Laakh fauje le ke ae amn ka dushman koi Laakh fauje le ke ae amn ka dushman koi Ruk nahin sakta hamari ekta ke samane Ham wo patthar hain jise dushman hila sakte nahin Apni azadi ko hum hargiz mita sakte nahin Sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin sar jhuka sakte nahin
Waqt ki awaaj ke ham saath chalate jayenge ham saath chalate jayenge Har kadam par zindagi ka rukh badalate jayenge Ham rukh badalate jayenge Gar watan men bhi milega koi gaddaar-e-watan Jo koi gaddaar-e-watan Apani takat se ham us ka sar kuchalte jayenge Ek dhoka kha chuke hain aur kha sakate nahin Apni azadi ko hum hargiz mita sakte nahin Vande Matram, Vande Matram, Vande Matram,
Ham watan ke naujawan hain, humse jo takrayega humse jo takrayega Wo hamaari thokaron se khak mein mil jaayega khak mein mil jayega Waqt ke toofan mein bah jayenge julm-o-sitam Aasman par ye tiranga umr bhar lahrayega umr bhar lahrayega Jo sabak baapu ne sikhalaya wo bhula sakte nahin Sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahi Sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahi
Chodo kal ki baten, kal ki baat purani naye daur mein likhenge milkar nayi kahani Hum hindustani, hum hindustani
Chodo kal ki baten, kal ki baat purani naye daur mein likhenge milkar nayi kahani Hum hindustani, hum hindustani
Aaj purani zanjiron ko tod chuke hain Kya dekhe us manzil ko jo chod chuke hain Chand ke dar pe ja pahuncha hai aaj zamana naye jagat se hum bhi nata jod chuke hain naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawani Hum hindustani, hum hindustani Chodo kal ki batenтАж..
Humko Kitne Taj Mahal Hain Aur Banane, Kitne Hi Ajanta Humko Aur Sajane, Abhi Palatna Hai Rukh Kitne Dariyaon Ka, Kitne Parbat Raahon Se Hai Aaj Hatane, naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawani Hum hindustani, hum hindustani Chodo kal ki batenтАж..
Aao mehnat ko apna iman banaye Apne hathon ko apna bhagwan banaye Ram ki is dharti ko gautam ki bhumi ko Sapnon se bhi pyara hindustan banaye naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawani Hum hindustani, hum hindustani Chodo kal ki batenтАж..
Har zarra hai moti, ankh utha kar dekho Maati mein sona hai, hath badha kar dekho Sone ki yeh ganga hai, chandi ki yamuna Chaho to patthar pe dhaan ugakar dekho naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawani Hum hindustani, hum hindustani Chodo kal ki batenтАж..
Chhodo kal ki baten, kal ki baat puraani naye daur mein likhenge milkar nayi kahani Hum hindustani, hum hindustani тАУ 2
Hotho pe sachchai rahti hai, Jaha dil mein safai rahti hai Hum us desh ke vasi hein, Hum us desh ke vasi hein Jis desh mein ganga behti hai
Hotho pe sachchai rahti hai, Jaha dil mein safai rahti hai Hum us desh ke vasi hein, Hum us desh ke vasi hein Jis desh mein ganga behti hai
Mehma jo hamara hota hai, Woh jaan se pyara hota hai Mehman jo hamara hota hai, Woh jaan se pyara hota hai Jyada ki nahi lalach hamko, Thode mein gujara hota hai Thode mein guzara hota hai Baccho ke liye jo dharti maa, Sadiyon se sabh kucch sahti hai Hum us desh ke vaasi hai, Hum us desh ke vaasi hein Jis desh mein ganga behti hai
Kuch log jo jyada jaante hein, Insan ko kam pehchante hein Kuch log jo jyada jaante hein, Insan ko kam pehchante hein Ye purab hai purab wale, Har jaan ki kimat jante hein Har jaan ki kimat jante hein Mil jul ke raho aur pyar karo, Ek chij yahi jo rahti hai Hum uss desh ke vaasi hai, Hum uss desh ke vaasi hein Jis desh mein ganga behti hai
Hotho pe sachchai rahti hai, Jaha dil mein safai rahti hai Hum us desh ke vasi hein, Hum us desh ke vasi hein Jis desh mein ganga behti hai
Jo jiss se mila sikha hamne, Gairon ko bhi apnaya hamne Jo jiss se mila sikha hamne, Gairon ko bhi apnaya hamne Matlab ke liye andhe hokar, Roti ko nahi pooja hamne Roti ko nahi pooja hamne Ab ham toh kya sari duniya, Sari duniya se kati hai Hum uss desh ke vaasi hai, Hum uss desh ke vaasi hein Jis desh mein ganga behti hai
Hotho pe sachchai rahti hai, Jaha dil mein safai rahti hai Hum us desh ke vasi hein, Hum us desh ke vasi hein Jis desh mein ganga behti hai
jaha daal daal par sone ki chidiya karti hai basera woh bharat desh hai mera
guru brahma guru vishnu, guru devo maheshwara guru sakshat parabrahma, tasmaye shri guruve namaha
jaha daal daal par sone ki chidiya karti hai basera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
jaha daal daal par sone ki chidiya karti hai basera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
jaha satya ahinsa aur dharam ka pag pag lagta dera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
Jai bharti, Jai bharti, Jai bharti, Jai bharti,
yeh dharati wo jaha rishi muni, japate prabhu naam ki maala Hari Om, Hari Om, Hari Om, Hari Om, jaha har balak ek mohan hai, aur radha ek ek bala aur radha ek ek bala jaha suraj sabse pehle aa kar dale apna dera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
Jaha ganga, jamuna, krishin or kaveri behti jaye Jaha uttar dakshin purab paschim ko amrit pilwaye Ye amrit pilwaye Kahi ye to phal or phool ugaye keshar kahi bikhera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
albelon ki is dharti ke tyohar bhi hai albele kahin diwali ki jag-mag hai holi ke kahin mele kahin diwali ki jag-mag hai holi ke kahin mele holi ke kahin mele jaha raag rang aur hansi khushi ka charo aur hai ghera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
jaha daal daal par sone ki chidiya karti hai basera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
jaha asman se bate karte mandir aur shivalay kisi nagar mein kisi dwaar par koyi na tala dale koyi na tala dale Or prem ki bansi jahan bajata aaye shaam savera woh bharat desh hai mera
jaha satya ahinsa aur dharam ka pag pag lagta dera woh bharat desh hai mera, woh bharat desh hai mera
Jab ziro diya mere bharat ne, bharat ne, mere bharat ne Duniya ko tab ginati ai Taron ki bhasha bharat ne Duniya ko pahale sikhalai Deta na dashamlav bharat to Yun chaand pe jana mushkil tha Dharti aur chand ki duri ka Andaza lagana mushkil tha Sabhyata jahan pahale ai, Sabhyata jahan pahale ai Pahale janmi hai jahan pe kala Apana bharat wo bharat hai Jis ke pichhe sansar chala Sansar chala aur aage badha Yun age badha, badhta hi gaya Bhagawan kare ye aur badhe Badhta hi rahe aur fule fale Badhta hi rahe aur fule fale
Hai prit jahaan ki rit sada, Hai prit jahaan ki rit sada Hai prit jahaan ki rit sada Main geet waha ke gata hu Bharat ka rehne wala hu Bharat ki baat sunata hu Hai prit jaha ki rit sada
Kale gore ka bhed nahin Har dil se hamara nata hai Kuchh aur n ata ho hamako Hamen pyar nibhana ata hai Jise maan chuki saari duniya, ho Jise maan chuki saari duniya Main baat, Main baat wahi doharata hu Bharat ka rahane waala hu Bharat ki baat sunaata hu Hai prit jaha ki rit sada
Jite ho kisi ne desh to kya Hamane to dilon ko jita hai Jahan ram abhi tak hai nar men nari men abhi tak sita hai Itane pawan hain log jaha, Itane pawan hain log jaha Main nit nit, Main nit nit sheesh jhukta hu Bharat ka rahane wala hu Bharat ki baat sunata hu Hai prit jaha ki rit sada
Itani mamata nadiyon ko bhi Jaha mata kah ke bulate hain Itana adar insan to kya Patthar bhi puje jate hain Us dharti pe maine janam liya, Us dharti pe maine janam liya Ye soch, Ye soch ke main itarata hu Bharat ka rahane wala hu Bharat ki baat sunata hu Hai prit jaha ki rit sada
рдореЗрд░реЗ рджреЗрд╢ рдХреА рдзрд░рддреА, рдореЗрд░реЗ рджреЗрд╢ рдХреА рдзрд░рддреА, рд╕реЛрдирд╛ рдЙрдЧрд▓реЗ, рдЙрдЧрд▓реЗ рд╣реАрд░реЗ рдореЛрддреА рдореЗрд░реЗ рджреЗрд╢ рдХреА рдзрд░рддреА, рдореЗрд░реЗ рджреЗрд╢ рдХреА рдзрд░рддреА Aa aa aa oo oo oo Aa aa aa oo oo oo
Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugale, ugale hire moti Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugale, ugale hire moti Mere desh ki dharti
Aa aa aa oo oo oo
Bailon ke gale mein jab ghungru, jiwan kaa raag sunate hai jiwan kaa raag sunate hai Gam kos door ho jata hai, khushiyon ke kanwal muskate hai khushiyon ke kanwal muskate hai O o o o
Sun ke rahat ki awaze Sun ke rahat ki awaze, yun lage kahin shehnaai baje yun lage kahin shehnaai baje Ate hi mast baharon ke dulhan ki tarah har khet saje dulhan ki tarah har khet saje
Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugale, ugale hire moti Mere desh ki dharti
Jab chalte hai is dharti pe hal, mamta angdaiyan leti hai mamta angdaiyan leti hai Kyo na pooje is maati ko, jo jiwan ka sukh deti hai jo jiwan ka sukh deti hai O o o o
Is dharti pe jis ne janam liya Is dharti pe jis ne janam liya, usne hi paya pyar tera usne hi paya pyar tera Yaha apna paraya koi nahi Yaha apna paraya koi nahi, hai sab pe, maa, upkaar tera hai sab pe, maa, upkaar tera
Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugale, ugale hire moti Mere desh ki dharti
Ye bag hain gautam nanak ka, khilate hai aman ke phool yaha khilate hai aman ke phool yaha Gandhi, subhash Gandhi, subhash taigor, tilak aise hain chaman ke phool yaha aise hain chaman ke phool yaha Rang hara hari sing nalawe se, rang lal hai lal bahadur se Rang bana basanti bhagat singh Rang bana basanti bhagat singh Rang aman ka veer jawahar se Rang aman ka veer jawahar se
Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugale, ugale hire moti Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugale, ugale hire moti Mere desh ki dharti
Dear readers, this is a Body Parts Exercise for Grade 1 kids. This is a Word Search exercise. Kids of other classes can also use this word search exercise/worksheet for practice. Please use “Download” button to download free pdf of this worksheet.